-->

''Eid Milad Un Nabi'' Lahore Main 12 Rabi Ul Awal Ki Tyari || Meethe Main Mutanjan Ami Kay Hath kay

Eid Milad Un Nabi || Lahore Main 12 Rabi Ul Awal Ki Tyari || Meethe Main Mutanjan Ami Kay Hath kay

''Eid Milad Un Nabi'' Lahore Main 12 Rabi Ul Awal Ki Tyari || Meethe Main Mutanjan Ami Kay Hath kay

 میلاد النبیؐ اسلامی کیلنڈر میں ایک خاص دن ہے جو پیغمبر اسلام کی ولادت کو یاد دلاتا ہے۔ یہ دن ہر سال اسلامی تاریخ 12ربیع الاول کو آتا ہے۔

             

عید میلاد النبیؐ کو مسلمانوں نے ہمیشہ اسلام کے آخری پیغمبرؐ حضرت محمدؐ کی ولادت کے طور پر منایا ہے۔


اس دن ، مسلمان نئے کپڑے پہنتے ہیں ، نماز اور نوافل پڑھتے ہیں ،کیک کاٹتے اور تحائف میں لنگر اور نیاز کا تبادلہ کرکےجشن عید میلاد مناتے ہیں۔

  ہم مسلم گھر، مسجد یا درگاہ میں جمع ہو کر اپنے دن کا آغاز صبح کی نماز سے کرتے ہیں جس کے بعد جلوس نکلتا ہے۔ بچوں کو پیغمبر اسلام کی زندگی کی کہانیاں سنائی جاتی ہیں اور تاریخ بتائی جاتی ہے۔

 

''Eid Milad Un Nabi'' Lahore Main 12 Rabi Ul Awal Ki Tyari Shoru|| Meethe Main Mutanjan Sweet Rice Recipe Ami Kay Hath ki

 Eid-e-Milad-un-Nabi is known because of the birth day of the last Prophet of Islam, Prophet Muhammad S.A.W. 

Rabi' al-awwal, is the third month within the Muhammadan calendar. And 12th date of this blessesd month is the date of celebration for muslims from all around the world.

Muslims celebrate Eid Milad Un Nabi S.W.A by carrying new garments, giving prayers, cutting cakes, exchanging gifts and arranging mehfil-e-milad . 

Muslim community goes to mosque for special mehfils and prayer or a dargah and begins their day with darood-o-salam. There they recite  naats and youngsters are told narrated stories of Prophet Muhammad's S.A.W life from the Holy al-Qur'an.

 
''Eid Milad Un Nabi'' Lahore Main 12 Rabi Ul Awal Ki Tyari || Meethe Main Mutanjan Ami Kay Hath kay

Jab Lahore Main 12 Rabi Ul Awal Ki Tyari Shoru Hoi...

 Har taraf charagha kia jaraha hai khobsorat lights se galiyun ko sajaya jaraha hai roshan kia jata hai, is din bache aur badey sub he Pahariyan bhi bnate hain jo kay daikhne walon kay liye aik bohat he khobsorat ahsas hota hai, is main mukhtalif kisam ki rangeen mitti li jati hai us se zameen par pahar, nadiyan aur ghar bnaye jate hain jis main khaloney rakh kr saja dia jata hai usay pahari kaha jata hai..

Is baar humare ghar pr bachun ki nano ai hoi thin toh humne unse Mutranjan sweet rice (Zarda)bnane ki farmaish ki, bohat he laziz aur jhat pat Mutranjan wo bhi ami kay hathon ka bna hoa itne mubarak dino main apko khane ko mil jaye toh kya he baat hai😍

Ap bhi is 12 Rabi ul Awal ko apne ghar pr meetha bnayen aur sub ko khilayen...Recipe apko meri video se bhi mil jayegi.

 Humari traf se ap sub ko bohat bohat Jashn-e- Eid Milad Un Nabi Mubarak ho.

''Eid Milad Un Nabi'' Lahore Main 12 Rabi Ul Awal Ki Tyari Shoru|| Meethe Main Mutanjan Sweet Rice Recipe Ami Kay Hath ki

READ MORE:

Surah Yaseen kay Mojzati 100% Azmoda Wazaif by Life Hap

 

SURAH MUZAMMIL KAY MUJARIB WAZAIF AUR KAMALAAT 

 

Darood e Tanjeena | Darood Tanjeena Ki Fazilat | Wazifa For Problems | درود تنجینا کے کرشمات |

 

Data Ganj Bakhsh R.A Urse / Lahori Katlama / Deep Fried Desi Pizza Recipe